#vlog #Vloggers #Poonambisht #Neetubisht #newvideos If you like this video, please do like, comment, share & subscribe. Follow me on social media for more exciting content: Instagram- https://www.instagram.com/poonampbisht/ Snapchat- https://www.snapchat.com/add/poonampbisht
ADVERTISEMENT
Suggestion hai ap bahar jao to specially Rohit ke sath to couple pics liya karo bahut sara and vlogs mai try karo jada se jada cheeze capture karne ka...... Vlog bahut acha tha apka God bless you
I am very happy and very proud of you ...⛼💅🏻🌚
मेरा सपना है मेरे बच्चों को और मैं और मेरा परिवार वृंदावन वास मिल जाए Hari Bol❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
East or West poonam didi best❤❤
Poonam di mera chota sa spna tha ki me amritsar jau or lassi piu vo bhi pital k glass me vo bachpan se hi tha mera spna 😚🤞🏻but fingure cross meri love marriage ho rhi h or vo bhi punjabi family me to vo spna mera pura december me ho jyega ❤️❤️❤️thnkuu aapke yh question pucha ki hum bhi share krein hmare spne jo ki mne btaya yha p 💐🎉❤️❤️love u sooo much diiii 🫶🏻❤️🧿
My dream is to travel in another country with my family and I will pay the expenses.
Or aap dono hamesha, khush, raho mujhe bahut, achha lagata hai dono ko saath dekhkar, aap kar, poore, family ko dekhkar bhagwan, ji hamesha, raksha, karen aapki❤
rohit jiju is getting smarter day by day☺
This doesn’t even look like bali .. bali is so beautiful like seminyak ubud nusa penida os so beautiful they have such lovely views but from past 3 days you guys are showing nothing . Itne ache stays h airbnbs h bali mai forest view sea view ap toh pta ni kha ruke ho you should have taken suggestions from someone who is been to bali before going there just for the name sake you guys went
Meri beti birthday hai please wish karna her name ekam
I really like Divya, she is extremely natural, simple and speaks from heart.
Just Wow Vlogs ❤ Sapna toh bahot hai di Vagban kare sabb puri ho jaye😊❤ App ki jesa 😊
happy for both ...kisi ki nazar na lage loved u vlog...enjoy ur trip
Kon kehta hai ROHIT kam bolte hain😂😂😂. But vlog ab jada intresting ho gaya hain jab se Rohit ji aane lage hai vlog me .🧿🧿🧿🧿🧿
Poonam very sweet name 😊 ❤ nice vlog 👋👋 Nice couple Poohit ❤❤Lots of love to you and your Family love watching your vlogs 🧿❤❤❤❤❤ Today is my Birthday 😊
Poonam di aapki or rohit jiju ki jodi bhut jyada acchi lgti h ❤
Mein abhi 47 year ki hu mere do bete hai jab vo settle ho tab mein anpne hubby ke sath saari pooja places mein jana chahiti hu pura India dekhna hai
Hello poonamji aur neetuji good evening aap dono ko poonamji aur neetuji aur aapke saare sabhi pariwar waalo ko bhi good evening poonamji aur neetuji 🥰🥰🥰🥰🤗🤗🤗 aapka ye vlog mera sapna pura hua / par Rohit ko pasand nahi aaya poonamji aapka ye vlog bahut bahut achcha hai poonamji, aap dono bahut bahut beautiful, gorgeous aur cute ho poonamji aur neetuji, aap dono bahut achche actor ho poonamji aur neetuji, aapke saare sabhi pariwar waale bhi bahut achche actor hai poonamji aur neetuji aur aapke saare sabhi pariwar waale bhi bahut bahut achche hai poonamji aur neetuji 🤗🤗🤗🥰🥰🥰🤗🤗👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍⭐👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐⭐😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂🥰🥰🥰🥰🥰🥰🤗🤗🤗🤗🤗
Soo beautiful and cutee dii looking sooo pretty nd lovely ❤❤😊❤
Apne desh m kami nhi hai ghumne ki jagah ki apna desh hi poora ghumne ke liye Mil jaaye yhi khvahish hai