#Standcable #technoruhez Type-C to Type-C 240W PD fast charging cable ek 2-in-1 invisible holder stand ke saath aata hai, jise desk ya gaming setup mein phone stand ki tarah use kar sakte ho. 360Β° adjustable metal stand, braided cable design aur compact holder style ke saath ye charging + hands-free viewing dono ka kaam karta hai.
ADVERTISEMENT
Fatafat aap paisa bhejo, mai old fekk ke new order karta hu π
Kya matlab ek bhi nhi fek sakta... Galti se fek diya to papa mujhe fek denge...π€‘π€£
Thank you for 462 subscribers β€
Protronisc ka hai to bolo π
Ruhez bhai.. Finance kardo ye cable fir. π
Kavi kavi review wala product hum logo kovi de sakte hai
Bhai thoda bhuvneshwar Kumar ke Tara dhikta heπ
Skipping rope πͺ’ ban jaega π Jo ladkio ko soubha dega ππ
Sir ji Jo cable aap fek diye ho woh mujhe parcel π¦ kar do please
Yah ghar mein lekar aaya to papa hamari jagah is cable ko de dengeπ π π β’humko bahari sarna padegaπ πππ
Iss cable ko me 2028 me karidungaπ mere phone me type-b heπ’π’ phone toh abhi nei karid rahaπ Me apki video dekta rahungaπ Dukh katam nei Oraha??!
Kya ye sach me fast charge karta jara koi buy karke different smartphone me check karo ki kitna watt ye transfer kar rha hai πππ
Hello TechnoRuheZ Bhai I'm ur old Subscriber β€
Polo game hay wo
Moja mila kya?
Not a branded cable It may be cheap chinese
Data Transfer ka bhi Review kar dete bhai..πππ»
Ye to hamlogo ke saath hota hain, jyada cowboy banne ki chakkar me aankh me laag jata ππ
Last Mein Maqsad Nahi Bhoola Bhaiπ
Last One HeHeHeπ