0:00
22:01
22:01

Vlog #4793 | आज मनीषा को ऐसे रोते देख खून खौल गया | कुछ लोगो ने जीना हराम किया है 😭

ADVERTISEMENT

Comments 100

Sign in to join the conversation

Sign in
J
joshuaplume84 3 days, 15 hours ago

bas karo manisha tumhara pati tumhara Suntha hai tabi neha ke controversy huwa tha sirf drama karthi hoo

luisquesada524
luisquesada524 1 week ago

Kitna jalankhor manisha hai uska abhi bacha hua hai aur ye aese baat kar rahi hai usse

paulvaleon6
paulvaleon6 1 week ago

Content k liye Inlog aapna pravicy v khtm kr dete hai phir baad m koi majak udayega to boora lg jata hai ghar ke baat bahar lakar khud tamasha karte hai inlog ghar ki baat ghar tak nhi rah sakti hai kya

J
josué_costela 1 week ago

Had h YHI roop kabhi neha ko dikhaya hta Vishwas nhn ho rha apko dkh k ranjana whn se chup h aur tum itna hyper kis bat pe bachhe ka hi sahara le k victim bnti ho ki tumhe bachha nhn h Aur apne hi ghr ki bachhi k liye bol rhi ho ki tumhari bachhi ka muh nhn dekhenge Us bachhi k liye aisa wo insan bol skta h jo khud bachha chahti ho itna asan tha us bachhi k liye bolna

J
joão.costa 1 week ago

Rona v h to on camera hdd h 😂😂

W
william_grant 1 week ago

Dusre ghr ki ldki pe iljam lgana bhut asan h yhi bat prince ko q ni bolte directly ...kya sadi se phle wo ye sb drama ni kr rha tha...phir aj us ldki ko q

emmanuelle_maillot
emmanuelle_maillot 1 week ago

Manisha ladaku hai bhai saaf saaf dikh raha hai kisi ka kiya kisi ko suna rhi h 😂or bolte ho lad nhi skti bol nhi pati 😂😂😂

R
rebeccareynolds895 1 week ago

Kis level pe utar aaye ho .. band karo content ke liye drama ..

L
lorraine_powell 1 week ago

आदमी जो करता है वो वापस लौट के जरूर आता है...... बाकी ये सब चीज़े यहां नहीं दिखानी चाहिये।

kristen_brooks
kristen_brooks 1 week ago

Hudd h bachhi k hone k bad itna natak 😂😂😂 tumari bachhi ko chusnge nhi abhi to badi mummy papa bn rhe thy 500 pakda k controversy kr k nikl gye arey ranjana bechari ka abhi operation hua h usko itna suna rhi h sb tm ki kya ki vo

E
elaine_fry 1 week ago

Kuch bhi ho lekin Manisha ko ranjan se yesa nhi bol na chahiye tha ki aaj ke bat tumare beti ka muh tak nhi dekhege 20 din ki bacchi hai isme usko kuy beach me laya gya

M
marthahaven4 1 week ago

En logo ko saram naam ka chij nhi h ghar ki baat public karhe ho.

dagmarcascade31
dagmarcascade31 1 week ago

Ya log kud apna majak udata hai pagal parivar hai yalog apne ghar ka majak pure din social media me udate hai

C
courtneyatlas82 1 week ago

Tumne ek aurat ki ijjat utha Li jab aurat yad nahin hai ab tak Manisha ki ijjat aur chale jao bahut yad a gai

T
tammy_white 1 week ago

Jo bhi tha pr manish ko bhi aise baat nhi krna chahiye tha ranjana se

M
matthewjimenez802 1 week ago

Mujhe Sachin aur Manisha bilkul pasand nahin hai lekin Manisha ko ek baccha na hone ke liye rota dekhkar kaleja fatane ko a raha hai Bhagwan Tum donon Ko dher sari khushiyan de aur jaldi tumhare ghar mein namuna hai

C
christopherharper955 1 week ago

Bhai tum kaise bhi ho mujhe nhi pta likin baby ko lekr kisi ko kuch nhi bolna chahiye 3 saal se mai khud presan hu Manisha ji aap suno mt apna treatment krowao bhgwanji pr bhrosa rkho sb accha hoga next year tk aapki god bhar jayegi dekh lena aap ❤save krke rkh lo mera comment rone se insan kmjor hota haai himmat rkhi

C
cynthia.costa 1 week ago

Prince itna glt bolta h usse direct koi glt nhi bol rha h ranjana ko kuch bolke kya fayda wo bhi is condition m ....Manisha ji kisi ki baaduwa mt lo is time p plz ache se apna treatment karwao is time Ranjana ka crutial phase chl rha h.....

K
kevin.brown 1 week ago

Kuchh bhi ho but aap dono ko thoda aatitude hao paise ka na ghar se matlab rakhte ho na family se bas mehman ki tarah jatr ho mehman ki tarah aate ho na kam krti hai kabhi ghar ka na sas sasur ki seva

R
rodneyserene4 1 week ago

Ye log bas inke liye achhe comment rkhte hai baki delete mar dete hai