😱 गर्मी में Blinkit Vs Zepto Vs Instamart की Icecream Race! 🍦🔥 🌞 गर्मी में Swimming Pool... थक गए तो एक ही आवाज़ aai— "Icecream हो जाए!" 🍦 🟡 Zepto — पिघल जाएगी क्या? 🔴 Blinkit — सबसे तेज़? 🟢 Instamart — कौन जीतेगा? SUBSCRIBE TO THE CHANNEL FOR MORE VIDEOS DON'T FORGET TO LIKE, COMMENT & SHARE instagram-👇 https://Instagram.com/techmasterco Main Channel-👇 https://youtube.com/c/TechMasterAK Business inquiry:- [email protected] Disclaimer Copyright disclaimer under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news, reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing; non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair use. No copyright infringement intended.... #shorts
ADVERTISEMENT
Bhai me apka bahut badaa fan hun kabhi time mile to apna chhota bhai samjha kara please mil lena me apka Sare video dekhta hun
Bhaiya please mujhe ek phone de digiye na
Bhai ye depend krta hai konsa store blinkit ya zepto jo tumhari location se pass ho whi jitega
Bro nice keep going
Bhai aap pura Ghar Kidhar black aur Safed Karenge
"Bhai aapka content hamesha up-to-date aur informative hota hai. Video ki quality aur honest review sabse best lagte hain. Techmaster ko kaafı time se follow kar raha hoon, umeed hai is baar giveaway me mera luck sath dega! Keep rocking bhaiya!
Bhaiya Mujhe Bhi Ek phone de do main Jharkhand Bokaro mein rahata hun
Bhaiya aap india ka best techniqal video banane wale ho Mughe online class karne mai bahut dikkat hoti hai isliye aap koi sa mobile dedo Please bhaiya mai apka old subscriber hu Maine apko full support Kiya hai 😢😢😢😢😢❤❤❤❤❤
Bhaiya please mujhe bhi gaming ke liye phone dedo na please please please please please
Please bhai mujhe bhi ek samsung ka phone dedo
Har video pichhli video se behtar hoti hai. Amazing work ❤❤❤
Bhai nothing phones ka testing kar 😊👍🙏😎😀😃😁😅
Bhaiya ek phone📱 hamen bhi gift kar do🎉 Main aapko har ID se follow kiya hun vah bhi 2023 se😊🎉
Bhaiya ek phone📱 hamen bhi gift kar do🎉 Main aapko har ID se follow kiya hun bahut dinon se😊🎉
Bhai ek phone hamen bhi de do 🙄🙏
Brother u r the best and I have like ur all video Pls help karo❤
Mujhe apka video bhut acha lagta hai very nice video
Technomaster me meerut ke hastinapur block me raheta hu aur mera naam daksh hai me apki kafi sare video dekta hu per mere phone me YouTube nhi chalta kyuki Mera android phone kafi purana hai jisse koi bhi game nhi khel pata hu please mujhe bhi spandragon wala processer wala phone giveaway kar do
Tech Master = Tech ka Baap 🔥 Your videos ne Tech ko easy bana diya. Keep uploading, we're learning with you 💻❤️ Bhai tere tutorials se darr khatam ho gaya 😎 Complex topics ko itna simple banate ho ki maza aa jata hai. YouTube pe asli Tech Master tum hi ho. Next video ka wait rahega 💯🚀 0 se Hero banane ka formula sirf Tech Master ke paas hai 💻⚡ Har video value bomb hota hai. Consistency OP level ki hai. Keep ruling bhai ❤️🔥Got it . Tech Master ki unboxing = Satisfaction level 100 🔥📱 Camera quality se lekar packaging tak, sab detail mein batate ho. Isiliye next phone lene se pehle tumhara video pakka dekhta hu 💯 Unboxing ho toh Tech Master jaisi ❤️🔥 Review ekdum honest, overhype nahi. Keep unboxing the future for us 🚀📦 Bhai notification on karke rakhta hu 📱🔔 Tech Master ka new phone unbox hote hi dekhna fix hai. Tere jaise genuine creators ki wajah se phone lena easy ho gaya. Thankyou Bhai.😊
Bhai mene apke is video pe 58k like kiya hai please give me a gaming PC with monitor and a camera